#Shayri_09 Izhar bhi nhi kiya Ikrar bhi nhi kiya Pyar toh bhot durr ki baat hai Usne toh inkar bhi nhi kiya 🙃 #onesidedlove ❤
#Shayri_10 Pata hai !? Tumhari aur hamari muskurahat mein farq kya hai... Tum khush ho kar muskurate ho , aur hum, tumhein muskurat dekh kar, khush hote hain.. #isehipyaarkehtehai ❤
#Shayri_11 Kuch khaash hai tumme Jo hum bata na sakenge.. Kuch jazbaat hai dil mein Jo hum jata na sakenge.. Kabhi tum bhi to samjha Karona mere dil ki baaton ko Har baat hum lafzon mein Suna na sakenge..❤️ #dilkibaate
#Shayri_12 Yeh Zindagi kabhi जखम dena bhulne wali nahi , Behtar yhi hoga ki tum un zakhmo ko aadat banalo.... 🌸😔
#Shayri_13 Aankhon hi aankhon me Humari Baat ho jati hai , Mein uske ishaare se aur woh mere ishaare se Har kahani samaj jati hai 👀❤️